Nusrat Fateh Ali Khan Follow

Mast Nazroon Se Allah Bachhae lyrics

Koi dil mein liye armaan chala jaata hai
Koi khoye huay ausaar chala jaata hai
Husn walon se yeh keh do ke na niklein bahir
Dekhne walon ka eimaan chala jaata hai

Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye
Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye

Har bala sar pe aa jaye lekin
Husn walon se Allah bachaye

Inki maasoomiyat par na jaana
Inke dhoke mein har giz na aana
Loot lete hain yeh muskura kar
In ki chalon se Allah bachaye

Inki maasoomiyat par na jaana
Inke dhoke mein har giz na aana
Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye

Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye
Loot lete hain ye, loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain

Jalakrukhi dikha kar, muskura kar loot lete hain
Nigao se nigao ko mila kar loot lete hain
Ye atchi pardadaadi hain, ye atchi dilnawazi hain
Hasa kar loot lete hain, rula kar loot lete hain

Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain

Husn waale wafa nahi karte
Ishq waale dagha nahi karte
Zulm karna to inki aadat hain
Ye kisi ka bhala nahi karte

Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Amir is raaste se jo guzrte hain woh kehte hain
Muhalla hain haseeno ka, ke ki basti hain

Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye

Inki fitrat mein hain be-wafaai
Jaanti hain ye saari khudaaee
Atche-atcho ko dete hain dhoka
Bhole-bhalo se Allah bachaye

Atche-atcho ko dete hain dhoka
Bhole-bhalo se Allah bachaye
Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye

Mast Nazroon Se Allah Bachhae Video

Mast Nazroon Se Allah Bachhae - Nusrat Fateh Ali Khan: Mast Nazroon Se Allah Bachhae - Nusrat Fateh Ali Khan Very Good Quality. (video from YouTube)

Thanks to Leann for submitting the lyrics.
Correct these lyrics

Comments on Mast Nazroon Se Allah Bachhae

Submit your thoughts

These comments are owned by whoever posted them. This lyrics site is not responsible for them in any way.

© to the lyrics most likely owned by either the publisher () or
the artist(s) (Nusrat Fateh Ali Khan) which produced the music or artwork. Details



All Artists A-Z

Elsewhere



© might belong to the performers or owners of the songs. Lyrics may be used for private study, scholarship or academic research only.
In accordance to the Digital Millenium Copyright Act, publishers may ask to have specific lyrics removed.
This is a non-commercial site. We are not selling anything. Details
Lyricszoo content, design, layout © 2024 Lyricszoo.